Adhura hu mai

adhura mai….
adhure alfaaz mere…
adhura mera wajood….
adhuri justaju meri….
adhure se hai khwab…
adhuri hasi, adhuri khushi h meri
adhura sa ekk ladka mai
apni adhuri kahani par
apne adhure ashko par
apne adhurepan par
adhurasa baitha matam mana raha hu
Iss adhuri khwahish ke sath ke ek din ye mers aduhra khwaab kabhi mukammal hoga…..

Comments

Popular posts from this blog

Kyo tenu ehna chahnva m